yahi qismat thi phir duniya bhala aabaad kya karta,
Are main khud me uljha tha to tujhko yaad kya karta,
Teri bhi aarzoo thi ki nayi duniya mile tujhko,
Purana aadmi tha main bhala inkaar kya karta,
Meri palkon pe the raushan sitaare teri chahat ke,
Samajhna chahiye tha tujhko main izhaar kya karta,
Main thahra ek musaafir jiski manzil regzaaron me,
Bhala apne liye koi daro deewaar kya karta,
Main samjha tha muhabbat rooh ka ehsaas hai pyare,
Kisi ne yeh na samjha to kisi se pyar kya karta,

No comments:
Post a Comment